Daro mat chup chap khade raho
khuda ki nazat ke kaam dekho
1. Hoor bhi hawaye jab chalti hai
Khusk zameen ho jaati hai
Paaniyo ka dhair lag jaata hai
Oonchi diwar ban jaati hai,
2. Wohi paani jo darata tha
Aur rasta bhi na deta tha
Hukum-e-khuda se wohi pani
Bas murda ho baita tha
3. Khudawand ki sana mein gaunga
Jalal se fatah mand hua
Khudawand mera sah-e-bejang hai
Khudawand mera zor mera khila .
No comments:
Post a Comment